There's no denying the fact that 10,000+ users downloaded Khobsurat Baniye latest version on 9Apps for free every week! The app has made a strong effect. This hot app was released on 2015-11-15. 9Apps has thousands of apps and updated daily!
Khobsurti jo qudrati naimat hay, wese tu ALLAH ne tamam makhlooq ko khubsurat hi banay hay, aur agar is ka khyal na rakha jaye tu zahir hay khud apna nuqsaan karney wali baat hay, jesay poday ko pani na dia jaye tu jal hi jaye ga, isi tarah insan ko bhi apna khyal rakhnay ki zarorat hay. jesay nahana, jism ko saaf aur paak rakhna, safae ka har lihaaz se ihtimam karna , etc etc, ye app bhi aap ko de gi kuch isi tarah ki beauty tips jo kay aap ko rakhen gi hamesha khobsurat aur jawan. jis mein kalay baal, gora rang , khobsurat paon, wagera wagera shamil hain. tu try kijiye aur duaon mein yaad rakhen.